🌎Browsers Google Chrome / Mozilla Firefox / Internet Explorer का Homepage कैसे बदलते हैं ?

  🌎Browsers Google Chrome / Mozilla Firefox / Internet Explorer का Homepage कैसे बदलते हैं ?



1. Google Chrome


 a. Sabse pahle aapko right top corner par three dots par click karna hoga.


 b. Uske bad setings me jana hoga


c. Settings me jane ke bad Open a specific page or set of pages par click karke Add a new page par click karna hoga.


d. Aap apne anusar koi bhi URL de sakte hai jab chrome open hoga wahi URL open hoga.


2. Mozilla Firefox


 a.  Sabse pahle aapko right top corner par Three Line par click karna hoga.


b. Aapko Settings ke option par click karna hoga.


c. Aapko home page ka option mil jayega aap koi bhi URL de sakte hai.


3. Internet Explorer


  a. Sabse pahle aapko right top Settings icon par click karke Internet Option par click karna hoga.


b. Aapko waha par homepage change karne ke liye koi bhi URL dena hoga aur OK karna hoga.


Is tarah se aap apne computer me kisi bhi browser ka home page change kar sakte hai badehi aasani se.Agar aapko yah post achha laga hai to comment aur apne dosto ke sath share karna na bhuliye 


Thankyou....


BiharPCWorld

Hello Dosto! कैसे हो आप सभी,मैं BiRAAZ.(Birbal) बिहार के बेगूसराय जिला से जीतपूर/समसा गाँव का रहने वाला हूँ . मेरा Website: https://Startechnicaltricks.com/पर आने के लिए आपका बहुत-बहुत आभार,इस Site पर आपको Computer Tips.Internet Tips.Mobile Tips.Apps & Software Tips.Blogger Tips.Repairing Tips.Technology Tips.Website Links.Education Tips.Entertainment.And other related Hindi tips & tricks से related पोस्ट देखने को मिलेगा अगर आपको हमारी Website पसंद आये तो Like/Share/Comments जरुर करें !!Thank you!!

Post a Comment

Previous Post Next Post